Kiya Muhammad ka Pyara Nahi Hun Lyrics – Ali Shanawar & Ali Ji

Kiya Muhammad ka Pyara Nahi Hun Lyrics - Noha

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Mera Nana Nabi
Meri Maan Sayeda
Mera Baba Ali
Mera Bhai Hasan
Hum Hi Hain Panjatan

Meri Kya Hai Khata

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Kiya Main Zehra Ka Jaya Nahi Hun
Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Mery Nana Ny Kalma Sikhaya
Aur Quran Tum Ko Sunaya
Kya Main Nana Ka Saya Nahi Hun
Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Woh Madina Jahan Mera Ghar Hai
Aur Masjid Mein Us Ghar Ka Dar Hai
Kya Main Us Ghar Mein Khaila Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Chakian Pees Kar Maan Ny Pala
Mujh Ko Nana Ny Jhoola Jhulaya
Apna Bachpan Main Bhoola Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Kamli Waly Ky Lab Choomta Tha
Kitna Pyara Mera Bachpana Tha
Kya Main Un Ka Dulaara Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Main Jo Pani Kabhi Mangta Tha
Kiun Tarhapti Thi Maan Ab Main Samjha
Paas Asghar Ky Jata Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Main Jo Chahun Baras Jayen Baadal
Khoon Mein Dooba Nazar Aaye Maqtal
Jang Karny Main Aaya Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Ik Sada Thi Yeh Rehan O Sarwar
Keh Rahy Thy Hussain Ibne Haider
Kya Main Mehmaan Aya Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Listen to this song on Youtube from here https://youtu.be/4dv3vK7LwJs

Noha Title         –        Kiya Muhammad ka Pyara Nahi Hun

Singer                 –       Ali Shanawar and Ali jee             

Lyrics                 –       Ali Shanawar & Ali Jee

Language           –       Hindi

Year                    –       2008

Publisher          –       Nadeem Sarwar

Kiya Muhammad ka Pyara Nahi Hun Lyrics – Ali Shanawar & Ali Ji

Presenting The Very beutifull Noha “Kiya Muhammad ka Pyara Nahi Hun Lyrics ” sung by Ali Shanawar & Ali Ji. This noha is published by Nadeem Sarwar in 2008.

This Noha is now most popular on Youtube in the melodious voice of Ali Shanawar and Ali Jee.

Watch this Noha’s full video on Youtube and feel the devotion. You can read the lyrics of this Noha. In this article Kiya Muhammad ka Pyara Nahi Hun Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun Lyrics – Ali Shanawar & Ali Ji are given above.

Read also other trending song’s lyrics from here-

  1. Buri Nazar Waale Tera Muh Kala song lyrics | Latest 2022 | Jigor Thakor
  2. Har Har Shambhu Shiv Mahadeva song Lyrics in Hindi
  3. Mera Balam Thanedar Chalve GYPSY song lyrics in English | GD Kaur
  4. Te Felicito lyrics – Shakira & Rauw Alejandro
  5. Baarish Aa Jave song lyrics in english

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *